Saturday, December 20, 2008

Meri Armaan Aur Sapne

chekhtey sannate ko gaur se suno,
door kahin meri raat dhal rahi hai.

dil kahta hai kuch aur intezaar karo,
mere armaano ki baarat saz rahi hai.

sanson ki chuban madham si hoti jati hai,

jindagi pal do pal doobti jati hai.

hum andhere mein raat gujar dete hai,
aur saare sapne deewaron mein kho jate hai .

No comments: